Aaj Na Jaana Lyrics – Sanam

Aaj Na Jaana Lyrics – Sanam: Check out Latest #SANAMoriginal Song “Aaj Na Jaana” sung by Sanam. The music of new song is composed by Sanam Puri while Lyrics penned by Siddhant Kaushal. This Video song shoot in Leh Ladakh.

Aaj Na Jaana Lyrics Sanam
Aaj Na Jaana Song Details:
Song: Aaj Na Jaana
Singer: Sanam Puri
Lyrics: Siddhant Kaushal
Music: Sanam Puri

Aaj Na Jaana Lyrics

Kyu Kahi Ko Jaana
Aa Idhar Ko Aana
Maan Le Tu Kehna
Aaj Na Jaana

Aaj Na Jaana,
Itti Bhi Jaldi Kya Bata
Thoda Kareeb Aa Mere Zara
Ghar Jaake Bhi Karegi Tu Kya
Main Jo Ruka abhi Hu Yahan

Kyun Kahi Ko Jaana
Aa Idhar Ko Aana
Maan Le Tu Kehna
Aaj Na Jaana

Kyun Kahi Ko Jaana
Aa Idhar Ko Aana
Tu Yahi Pe Rehna
Aaj Na Jaana

Mere Liye Ruk Ja Zara Tu Abhi
Kar Galti Abhi Ke Abhi
Tere Mere Baare Mein Hai Jante Sabhi
Fir Parwaah Kya

Tere Aage Dikhta Mujhe Kuchh Nahi
Aise Rehna Lagta Hein Sahi
Tere Mere Beech Mein Aaye Koyi
Aur Kehna Kya?

Kyun Hai Farak Padta?
Itna Na Soch Jaane De Zara
Ghar Jaake Bhi Karegi Tu Kya
Main Jo Ruka Abhi Hu Yahan

Kyu Kahi Ko Jaana
Aa Idhar Ko Aana
Maan Le Tu Kehna
Aaj Na Jaana

Kyu Kahi Ko Jaana
Aa Idhar Ko Aana
Tu Yahi Pe Rehna
Aaj Na Jaana

Written by: Siddhant Kaushal

Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...

Recently Published Songs