Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics – Mohammad Aziz

Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics: is Evergreen Old song in the magical voice of Mohammad Aziz and music of this sad song is given by Ram Shankar while Bewafa Tera Masoom Chehra song lyrics are penned down by Anwar Farrukhabadi and music video is released under T-Series.

Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics Mohammad Aziz
Bewafa Tera Masoom Chehra Song Details:
Song: Bewafa Tera Masoom Chehra
Singer: Mohammad Aziz
Lyrics: Anwar Farrukhabadi
Music: Ram Shankar
Label: T-Series

Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics

Koyi Jahan Mein Meri Tarah
Bekaraar Na Ho
Khuda Kare Ke Kisi Ko
Kisi Se Pyaar Na Ho

Wo Jaan Kya Jo Teri Berukhi Pe
Ho Na Fida
Wo Dil Hi Kya Jo Tere Husan Pe
Nisar Na Ho

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai

Tu Bahot Khoobsurat Hai Lekin
Tu Bahot Khoobsurat Hai Lekin
Dil Lagane Ke Kaabil Nahi Hai
Dil Lagane Ke Kaabil Nahi Hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai

Maine Pucha Ke Kal Sab Kahan The
Pehle Sarmaye Phir Hasske Bole

Maine Pucha Ke Kal Sab Kahan The
Pehle Sarmaye Phir Hasske Bole

Ye Bhi Hai Kal Ki Baat Zara Ye Bataiye
Tha Isme Kiska Hath Zara Ye Bataiye
Arey Kaise Guzari Raat Zara Ye Bataiye
Kal Sab The Kiske Sath Zara Ye Bataiye

Maine Pucha Ke Kal Sab Kahan The
Pehle Sarmaye Phir Hasske Bole

Aap Wo Baat Kyun Puchate Hain
Aap Wo Baat Kyun Puchate Hain
Jo Batane Ke Kaabil Nahi Hai
Jo Batane Ke Kaabil Nahi Hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai

Bojh Padte Hi Naajo Ada Ka
Sharm Se Jhuk Gayi Hain Nigahein

Bojh Padte Hi Naajo Ada Ka
Sharm Se Jhuk Gayi Hain Nigahein

Meri Nigaah Aaj Bada Kaam Kar Gayi
Chehre Pe Uske Sharm Ki Lali Bikhar Gayi
Arey Naajo Adda Se Husan Ki Duniya Sawar Gayi
Arey Sharmo Haya Se Aur Jawani Nikhar Gayi

Bojh Padte Hi Naajo Ada Ka
Sharm Se Jhuk Gayi Hain Nigahein

Ab Toh Teri Ye Chanchal Jawani
Ab Toh Teri Ye Chanchal Jawani
Sar Uthane Ke Kaabil Nahi Hai
Sar Uthane Ke Kaabil Nahi Hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai

Jab Kaha Bewafa Unko Anwar
Zulf Ki Tarah Balkha Ke Bole

Jab Kaha Bewafa Unko Anwar
Zulf Ki Tarah Balkha Ke Bole

Jis Dil Pe Naaj Tha Mujhe
Wo Dil Nahi Raha
Phir Bhi Main Unki Yaad Se
Gafeel Nahi Raha

Lekin Wo Ek Baat Pe Aise Khafa Hue
Arey Kehne Lage Ye Pyar Ke
Kaabil Nahi Raha

Jab Kaha Bewafa Unko Anwar
Zulf Ki Tarah Balkha Ke Bole

Isko Faansi Laga Do Ye Aashiq
Isko Faansi Laga Do Ye Aashiq
Raham Khane Ke Kaabil Nahi Hai
Raham Khane Ke Kaabil Nahi Hai

Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai

Tu Bahot Khoobsurat Hai Lekin
Tu Bahot Khoobsurat Hai Lekin
Dil Lagane Ke Kaabil Nahi Hai
Dil Lagane Ke Kaabil Nahi Hai

Written by: Anwar Farrukhabadi

Bewafa Tera Masoom Chehra Music Video

Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...

Recently Published Songs