Bewajah Lyrics – Sanam Teri Kasam

Bewajah Lyrics – Sanam Teri Kasam
Bewajah Lyrics - Sanam Teri Kasam Song Details:
Song: Bewajah
Artist: Himesh Reshammiya
Movie: Sanam Teri Kasam
Released: 2016

Bewajah Lyrics

Yaadon ki qaid mein
Geeraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil..(x2)

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma

Yaadon ki qaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma

Kisi aur ko tu chaahe
Kisi aur ko tu soche
Iss dil ko nahi ye gawara hai

Furqat ka sharara hai
Kaisa angara hai
Teri tishngi ne mujhe maara hai

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma

Rahe saath adhoorapan
Chaahe main jahaan bhi rahoon
Kahin sabr na mujhe aata hai

Meri berang duniya mein
Mere saath tera hona
Mujhe raahat kyun de jaata hai

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma

Yaadon ki qaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma rehnuma rehnuma…

Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...

Recently Published Songs