Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics – Khuda Haafiz 2

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics from Khuda Haafiz 2 is brand new Hindi song sung by Jubin Nautiyal, Asees Kaur, Keshav Anand and this latest song is featuring Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi. Chaiyaan Mein Saiyaan Ki song lyrics are penned by Mithoon while its music is also given by Mithoon and video is directed by Faruk Kabir.

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics Khuda Haafiz 2
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Song Details:
Song: Chaiyaan Mein Saiyaan Ki
Movie: Khuda Haafiz: Chapter II – Agni Pariksha
Singer: Jubin Nautiyal, Asees Kaur, Keshav Anand
Lyrics: Mithoon
Music: Mithoon
Starring: Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi
Label: Zee Music Company

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics

Pee Mohe Dhun Tune Aisi Lagayi
Pee Mohe Dhun Tune Aisi Lagayi
Mann Mein Kahin Tori Preet Jagayi

Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Main Tore Paas Main Aayi

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji

Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji

Sajna Haan Tore Preet Mein
Saaton Janam Bitana

Taras Gaye The Nain Mere
Tere Chehre Ke Iss Noor Ko
Noor Ko

Taras Gaye The Nain Mere
Tere Chehre Ke Iss Noor Ko
Rabb Ne Milaya Hai Humko
Phir Rehna Kaahe Door Ko

Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Tu More Paas Ve Aayi

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Deen Ilahi Mera Maan Hai Maahi
Main Toh Sajda Karun Unko
Harz Ruwayi Meri Farz Dawayi Meri
Ishq Hua Mujhko Sajan Ji

Deen Ilahi Mera Maan Hai Maahi
Main Toh Sajda Karun Unko
Harz Ruwayi Meri Farz Dawayi Meri
Ishq Hua Mujhko

Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki

Saiyaan Ji

Written by: Mithoon

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Music Video

Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...

Recently Published Songs