Dosti Lyrics – Junglee | Vidyut Jammwal

Dosti Lyrics another song from Movie “Junglee” starring Vidyut Jammwal, Pooja Sawant and Asha Bhat. This song is sung by Mohan Kannan and its lyrics given by Kumar Suryavanshi while music of the new friendship song is given by Sameer Uddin.
Dosti Lyrics - Junglee | Vidyut Jammwal
Song Details:
Song: Dosti
Movie: Junglee
Singer: Mohan Kannan
Music: Sameer Uddin
Lyrics: Kumar Suryavanshi
Label: T-Series

Dosti Lyrics

O Yara Apni Yari
Barso Ki Hai Paari
Phir Bhi Sab Lage
Naya Naya Naya 

O Yara Apni Yaari
Bachpan Ki Hissedaari
Chal Naape Yaadon Ka
Zarra Zara

Kandhe Pe Rakh Ke Basta
Khurafati Ka Liye Rasta
Shehjado Ki Nikli Hai Sawari

Chod Ke Bhi Chuta Nahi
Tujhse Bada Jhutha Nahi
Phir Bhi Teri Kasam Khate Hai

Tu Kahe To Sab Sahi
Tu Kahe To Sab Ghalat
Befikar Hum Fire Sarfire

Yaad Aayegi Teri_Dosti
Yaad Aayegi Teri_Dosti
Teri Dosti..

Ude Jo Tu To Main Pichhe Udu
Gire Jo Tu To Main Niche Giru
Wakt Ki Dhool Mein
Kho Gaye Bin Marzi

Hum Alag Ho Gaye
Chal Mill Jaaye
Hawayo Mein Gubbaro Ki Tarah

O Yara Apni Yaari
Kachche Aamo Ki Peetari
Chakhte The Zara Zara

Ho Yara Apni Yaari
Bachpan Ki Hissedaari
Chal Naape Yaadon Ka
Zarra Zara

Dooriyan Kuch Bhi Rahe
Paas Hai Tu Bin Kahe
Aadatein Ab Teri Na Jaayegi

Yaad Aayegi Teri_Dosti
Yaad Aayegi Teri_Dosti
Teri_Dosti…

Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...

Recently Published Songs