Udan Choo Lyrics from Banjo with full Video | Riteish Deshmukh, Nargis Fakhri |

Udan Choo Lyrics from Banjo with full Video | Riteish Deshmukh, Nargis Fakhri |
Udan Choo Lyrics from Banjo with full Video | Riteish Deshmukh, NargisSong Details:
Song: Udan Choo
Singer: Hriday Gattani
Movie: Banjo
Music: Vishal-Shekhar
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music Label: Eros

Udan Choo Lyrics

Aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi
Bhole sanam ke dhoke se dil pe waar kar gayi
Jabse apni deke gayi naram chhuan tu..

Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo..(x2)

Ishq mein ek tarfa jo udhar kar gayi
Tha main bada hi kaam ka bekaar kar gayi
Apni dhun mein karke gayi mast magan tu..

Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo..

Dil hua malang hai mera
Chadha jo rang hai tera
Deewana dang hai tera
Kya Khuda ne fursat mein
Banaya ang hai tera
Deewana dang hai tera..

De milan ka mauka dena
Yoon sajna ko dhoka de na..

Thode se din jo sath mein
Guzaar kar gayi
Mere nayan ke sapne
Beshumaar kar gayi..

Dheemi si jalti chhod gayi
Aisi agan tu..

Udan choo hua hua
mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
saari rain udan choo…

Aankhon ke teer
mere jigar ke paar kar gayi

Udan choo hua hua
mera chain udan choo.

Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...

Recently Published Songs