Dare Zindan Par Koi Masooma Lyrics – Mir Hasan Mir | New Noha
Dare Zindan Par Koi Masooma Lyrics is a deeply emotional Noha (lamentation) recited by Mir Hasan Mir. The lyrics are penned by Janab Nadeem Sultanpuri from India, and the piece was originally recited by Janab Shabih Abbas Arfi. The nauha poignantly portrays the sorrow and suffering endured during the tragedy of Karbala.
Dare Zindan Par Koi Masooma Lyrics
Dare Zindan Par Koi Masooma
Parda Karti Hai Yeh Ro Kar Noha
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Bahut Darr Mujhko Yahaan Lagta Hai
Bahut Tanha Hoon Chale Aao Na
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Khud Aake Dekh Lo Baba Meri Halat
Nahi Pehchaan Paoge Meri Surat
Khud Aake Dekh Lo Baba Meri Haalat
Nahi Pehchaan Paoge Meri Surat
Sahe Bachpan Mein Masaib Itne
Zaeefa Dikhne Lagi Ye Dukhiya
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Bada Dushwaar Hai Is Kaid Me Jeena
Bahut Yaad Aa Raha Hai Aap Ka Seena
Bada Dushwaar Hai Is Kaid Me Jeena
Bahut Yaad Aa Raha Hai Aap Ka Seena
Gaye Ho Jab Se Nahi Soyi Main
Sukoon Se Ab Tak Kabhi Ek Lamha
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Mujhe Fir Khabr Mein Lagne Laga Hai Dar
Nikala Tha Jinhon Ne Laasha-E-Asghar
Mujhe Fir Khabr Mein Lagne Laga Hai Dar
Nikala Tha Jinhon Ne Laasha-E-Asghar
Woh Zalim Phir Se Palat Aaye Hain
Phuphi Aur Main Hoon Yahaan Phir Tanha
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Main Ro Loon Lekin Kab Tak Siskiyaan Baaba?
Bahut Dukhti Hain Meri Phasliyaan Baaba
Main Ro Loon Lekin Kab Tak Siskiyaan Baaba?
Bahut Dukhti Hain Meri Phasliyaan Baaba
Sakina Is Dam Hai Kis Haalat Mein
Fakhat Samjhegi Yeh Daadi Zehra
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Nazar Aata Nahi Aankhon Ko Malti Hoon
Sahara Leke Deewaron Ka Chalti Hoon
Nazar Aata Nahi Aankhon Ko Malti Hoon
Sahara Leke Deewaron Ka Chalti Hoon
Pakar Kar Zulfain Mujhe Zalim Ne
Na Jaane Kaisa Tamaacha Maara
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Lage Hain Zakhm Jitne Sab Dikhaungi
Jab Aao Gay Toh Main Sab Kuch Bataungi
Lage Hain Zakhm Jitne Sab Dikhaungi
Jab Aao Gay Toh Main Sab Kuch Bataungi
Bahut Maara Hai Bahut Tadpaaya
Mujhe Logon Ne Samajh Kar Tanha
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Nadeem Us Waqt Khud Zindaan Rota Tha
Sakina Jis Ghadi Padhti Thi Yeh Nauha
Nadeem Us Waqt Khud Zindaan Rota Tha
Sakina Jis Ghadi Padhti Thi Yeh Nauha
Mujhe Lagta Hai Ke Ab Ghut Ghut Kar
Nikal Jaayega Yahin Dam Mera
Baba Baba Baba Baba
Baba Baba Baba Baba
Dar-E-Zindaan Par Koi Masooma
Pardah Karti Hai Yeh Ro Kar Noha
If you're enjoying reading lyrics on our site, don't forget to share them with your family and friends! Also, if you've any feedback or suggestions, feel free to share your feedback.
Thank you for being part of our journey, Team iLyricsHub
Dare Zindan Par Koi Masooma Music Video


Experience the incredible music video of "Dare Zindan Par Koi Masooma" Explore more lyrics by category in various languages from the menu section, or find your favorite lyrics by song name, artist name, or even with a lyrics line using our deep search on iLyricsHub!
More from Artist "Mir Hasan Mir"
Song: | Dare Zindan Par Koi Masooma |
Singer: | Mir Hasan Mir |
Lyricist: | Nadeem Sultanpuri |
Know More About Song "Dare Zindan Par Koi Masooma"
What is the singer name of song "Dare Zindan Par Koi Masooma"?
The singer name of song "Dare Zindan Par Koi Masooma" is Mir Hasan Mir, whose voice is truly magical.
️Who wrote the lyrics of the song "Dare Zindan Par Koi Masooma"?
The lyrics of "Dare Zindan Par Koi Masooma" were penned by Nadeem Sultanpuri.