Life change huya jab se tu aayi lady mere range mein Dil mein to pehle se basi thi ab damage diya tune mere brain pe Damage Kashti ko intezaar hai kinare ka, Pyaar karein kyon soche hum ye zaalim zamane ka Public ko rehta intezaar har mahine mere gaane ka Aur mere ko intezaar tha yahan tere sahare ka